Tuesday, September 21, 2010

KUCH DEKA THA SAPNAA...

kuch dekaa tha sapnaa,laga tha kuch apna
jab bhe un ko dekta tha, maan he maan muskrata tha,
kabhi to honga wo sach, easi kuch lagta tha
par ma bhul gaya tha, sapnaa kabhi kabhi sach hota hai,
har kise ka har sapnaa sach nahi hota,
aur mera kabhi koi nahi hota,
phir bhe sapnaa dekta hu, aur dil se har baar kheta hu,
kabhi koi to sapnaa sach hoga, kabhi koi mera apna bhe hoga.

hota hai sapna sach yahe soch ke dekta hu,
kabhi to koi hoga apna ye socha ke hasta hu,
udas nahi hu parr ha gum me jurr hu,
khuda pe hai yakee tabhi to abhi tak zinda hu


udas ho nahi sakta udasi chera pe jhalkti hai,
jise dek ke kuch apne me udas chaa jati hai,
sirf gum kar sakta hu kyu ke gum ko he chupa sakta hu duniya se,
jeena ko to sab jeee leta hai bass marna he muskil hai...,
vishwass hai muja apni kismat par, tabhi to abhi tak umeed kayam hai,
ummed hai ek din koi to samjh ga, kabhi to kaha ga
na kahu ma kuch to wo he apna app samja lega.

No comments:

Post a Comment