Wednesday, August 25, 2010

EK KHWAB ME BASS CHALA JA RAHA HU...

ek azeb se kashamkash hai,
ek azeb sa eshass hai
kabi lagta hai ke zindgi ek zinda lash hai,
aur kabhi eshass hota hai kuch sansa abhi baki hai,
har tarf dokha he dokha hai, phir bhe muja umeed hai,
umeed hai ke koi to hai jo ek din muja se mila,
jab nahi hoga koi nazro ke samne to wo band nazro se dika,
jis ka eshass muja akelapan me bhe akela nahi mashu nahi hona de,
ji ke ek muskhrahat ke liya barr barr dil tarsa,
ji ke hansna se dil me ek azeeb sa eshss utha,
jab kabhi wo sath ho mera to duniya jannt se laga,
aur us ke chala jana se duniya phir se virran laga.
na jana kab us chera se mulakat hogi,
aur kab meri duniya me khusiya aya ge
ise khawb me bass chal ja raha hu.
apna ap he muskrata hua bass chal ja raha hu..

2 comments:

  1. dont worry dear, woh bahut jalti aapke jiwan main khusiya bharne aayegi.bahut achi poem hai.

    ReplyDelete